Taaron me Jahan banane ka khwab dikhayega woh
Kya tapti Dhoop me tere liye chain kar Sakta hai
Teri khoobsoorti ke lakh naghme Gaye
Kya tere Dard Ko apna Bana Sakta hai
Tere chehre ke Nishan toh dekhega woh
Kya tere Dil ke ghaon par marham Laga Sakta hai
Aise Hazar milengey jo bahon me kas pyar karengey
Kya sari raath baith kar teri nadaniyan sun Sakta hai