Wednesday, May 22, 2019

Kya ho Sakta hai

Taaron me Jahan banane ka khwab dikhayega woh
Kya tapti Dhoop me tere liye chain kar Sakta hai

Teri khoobsoorti ke lakh naghme Gaye
Kya tere Dard Ko apna Bana Sakta hai

Tere chehre ke  Nishan toh dekhega woh
Kya tere Dil ke ghaon par marham Laga Sakta hai

Aise Hazar milengey jo bahon me kas pyar karengey
Kya sari raath baith kar teri nadaniyan sun Sakta hai

No comments:

Post a Comment